
← Mufti Tariq Masood Podcast21 okt · 36 min
Question Answer Session With Public 135 | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋
(0:00) Intro
(0:02) Qari Sahiban ka Bachon ko Marne aur Kam Tankhah (Low Salary) ka Masla?
(3:45) Adalti Khula ka Masla
(5:15) Tilawat aur Namaz Mein Saad aur Zaad ka Hukam?
(9:09) Hazrat Umar (RA) aur Hazrat Fatimah (RA) ke Bare Mein Shia ka Mubalgha
(11:52) Shia aur Qadiyani Mein Farq
(12:46) Tawatur ki Baat Qur'an Se Takra Jaye To?
(14:35) “Islam ka Ta'aruf” par Mufti Sahab ka 3 Din ka Lecture Course, LED Form Mein
(Aik Mahine Se Mufti Sahab ki Ilmi Tehqeeq: Aqeeda-e-Tawheed-o-Risalat par Tamam Aayaat aur Ahadith ke Hawalon ka Majmua)
(21:53) Is Course ka Sab Se Aham Topic
(23:08) Is Behtareen Course Mein Shirkat ke Liye Mufti Sahab ki Naseehat
(23:20) Mufti Sahab ki Taraf Se Shirkat Karne Walon ko Certificates Diye Jayenge